Darbaar tera o mere baba lyrics
Darbaar tera o mere baba
Rahmat ka dar hai mere baba
Baba o baba o saibaba
Baba o baba o saibaba.
Shirdi me jakar chadar chadhaun
Dukhda main apna kisko sunaun.
Tu sabki sunta hai maine suna hai
Chhora hai sabko tumko chuna hai.
Rahmat ka dar hai mere baba
Baba o baba o saibaba
Baba o baba o saibaba.
Shirdi me jakar chadar chadhaun
Dukhda main apna kisko sunaun.
Tu sabki sunta hai maine suna hai
Chhora hai sabko tumko chuna hai.