Shirdi Mein Ude Re Gulaal Sai Ka Jawab Nahin : Shirdi Sai Bhajan lyrics

Jisne jaani sai ki maya, daud daud ke, shirdi wo aaya
Jisne jaani sai ki maya, daud daud ke, shirdi wo aaya

sai ka dekha kamaal, sai ka jawab nahin
sai ka dekha kamaal, ki sai ka jawab nahin
shirdi me ude re gulaal, ki sai ka jawab nahin -2
nar nari sab, naam pukare -2
saiji sabke, kaaj savare
mit-te hai sab janjaal, sai ka jawab nahin
mit-te hai sab janjaal, ke sai ka jawab nahi.
shirdi me ude re gulaal, ki sai ka jawaab nahin -2
shraddha saburi ka mantra nirala,
jo bhi peele sai ka pyala
sab ko kiya khushahaal, ki sai ka jawaab nahin-2
shirdi me ude re gulaal, ki sai ka jawaab nahin.
teeno lok ka sai hai daata, sadguru sai bhagya vidhata
rakhta hai sab ka khayal, ki sai ka jawaab nahin -2
shirdi me ude re gulaal, ki sai ka jawaab nahin
bhakton ki aankhon ke baba hai taare,
bhakto ka mela sai ke dware
darshan ki laagi re kataar, ke sai ka jawaab nahin -2
shirdi me ude re gulaal, ki sai ka jawaab nahin

Jisne jaani sai ki maya, daud daud ke, shirdi wo aaya -2
sai ka dekha kamaal, ki sai ka jawaab nahin _2
shirdi me ude re gulaal, ki sai ka jawaab nahin
shirdi me ude re gulaal, ki sai ka jawaab nahin
Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url